Na aankhon mein needein hai na dil ko sukun…Na koi khwab saza hai na baki koi aarzoo…Dil ko v dharkan ki awaz sunayi nhi de rhi…pta nhi kyu sanson ki dor tutne ko hai bekarar…Dil chahta hai shor machaye ankhein brash k hai sukh chuki..
Koi arman zinda rah na jaye baki har aarzoo tuti samete baithe hai…Dil inn hawaon k sath udr jane ko tyar baitha hai…jane kis uljhan neĀ hume bandh rkha hai…
Tag Archives: emotional
Jagti akeli raatein…
Akele jagti ratein.
Aaj v raton ko akele jagti h ye aankhein..
Aaj v raton ko akele roti h ye aankhein..
Aaj v raton ko sapne tumhare hi dekhti h ye aankhein..
Aaj v raton ko tumhare hi bahon ko tarasti h ye aankhein..
Aaj v raton ko akele hi tarapti h ye sasein…
Dil ki chahat
Tere dil ki dharkan ban dharkne ko dil chahta hai….
Tere ankhon se anshun bn bhne ko dil chahta hai….
Jo kbhi kisi ne kisi se na kiya wo pyar krne ko dil chahta hai….
Tere chahat m ab mar mitne ko dil … Tere sanshon m mahkne ko dil chahta hai….
Tere ruh m utr k tujhse pyar krne ko dil chahta ….
Tere labon p apna naam sjane ko dil chahta h….Ab tujhe apna bnane ko jee chahta hai….
Tere hatho m hath daal bs chlne ko jee chahta hai….
Tere sang samundra se moti chunne ko jee chahta hai….Teri aankhon m dubne ko jee chahta hai…
Tere bahon m liptne ko jee chahta hai….
Tere hoton p muskan ban k rhne ko jee chahta hai….